Cs101 today paper
Mcqs overall sary handouts se hi thy 10 percent files se thy easy thy
Subjective
Module 82 to 130 and 170 to 234 se tha sara
Short questions: if else statement wala question tha cgpa wali example ai thi
2: excel k formulas thy 2 unki output likhni thi
3: declarative knowledge and procedural knowledge ki definitions
4: three electronic theft likhni thin
5 aur 6 wala yaad nai attempt nai kiya itna pata wo shuru waly modules se thy
Long questions:
1: ik example thi jo ABCD wali hai kisi module mein prediction wali wo table mein positions likhni thin ABCD ki
2: ms word mein styles apply karny k steps likhnay thy
3 : varibles waly topic se tha ik jis mein integers aur floating point dono ko likna tha
Paper normal tha subjective easy tha objective thora se mushkil tha